Facebook

test

Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari

Black hole facts in hindi


Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari
Balck hole 


Balck hole facts in hindi dosto aj hum black hole ke bare main janenge ..
Frnds aj tak hum space ya universe ke bare main abhi kuch bhi na jan paye hai aur na kabhi shyad jan payenge ache se kyuki universe hmara hme har bar apne adbhut aur ajeeb tariko se jhatka diya hai...Aj insano ne kyi triko se space ke bare main kafi knowledge li hai aur aage bhi lete rehnge.....

Alpha centauri ke bare main janiye ye 2 nhi 3 star ka group hai

Frnds hmne planet star galaxies satellite aur bhi kyi parkar ke bhut hi kuch ki khoj ki hai ..dosto aj hum us chij ke bare main bat karnge ki vo apne ap main bhut hi adbhut hai ji ha aj hum black hole ke bare main bat karenge..black hole ek visible object hai jo universe main har jgh mojud hai..ye aise hote hai ki inka jo gravity hota hai vo bhutt hi powerful hota hai inka density ki bat ki jaye to Had se jyada density hota hai.....To doSto shuru karte hai aj ka topic black hole ke bare main..

Pluto planet ko sor mandal se kyu nikala janiye

Balck hole hai kiya Ye kaise banta hai .

Balck hole ek aisa object hai jo universe main har jgh hota hai ye ekk gole shape ka hota hai aur yee apne aas pass ke Objects ko khataa rehta hai..balck hole Ka density bhutt hotaa hai aur iska mass bhi soch ke pare hota hai black hole ka aise nhi bante balck hole tabhi bante hai jab kisi object ko itna dbabo ki vo apne schwarzschild radius tak naa ho jayee tabhi vo black hole main tabdil hoga..

Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari
Black hole Information
               

Elbert ensitine.. ke theory ke mutabik is black hole ke baree main pataa chala thaa..
Dosto agar ap Apne Star Sun ko Balck hole banana chahte ho to us Sun ko itna har jgh se dabana padega jab tak vo apne radius schwarzschild radius tak na ho jaye matlb ki ek Sun ka diamiter 13 lakh se 14 lakh ke bich main agar ap Sun ko black hole banana chahte hai to is 13lakh wale dayamiter ko 3 km tak karna hoga dba ke tabhi hmara Sun ek black hole main ayega lekin ek bat Sun bhale hi ek balck hole ban jayee aur uska dayamiter 3 km tak hi ho par iska mass aur density  vhi hogaa jo uske 13 lakh wale dayamiter main tha ab to ab smjh hi gye honge ki 3 km wala black hole bhi kitna khtrnak hoga kyuki vo 3 km wala black hole bahle hi chhota ho gya ho lekin uska mass to utna hi hai n....

Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari


To frnds ap ye to jan gye honge ki agar ap kisi object ko balckhole bnana chahte ho to us objects ko itna comprise(Dabana) karna pdega jab tak ua object ka apne schwarzschild radius tak na ho jayee..to frnds hmne bat kar li  balck hole hai kiya aur Ye kaise bante hai.. aiye kuch facts jan letee hai balck hole ke bare main..

Balck hole about facts on Hindi..

1.balck hole janm lete bhi hai aur ye marte bhi hai  jab ap ek balck hole ke najdeek jayenge tab time ka difrence hoga mtlb ki agar ap ek balck hole ke ander chale jaoge tab time ruk jata
Aj tak hme ye nhi pata chala ki balck hole ke ander hai kiyaa

2.astronomers balck hole ke bare  main abhi puri trah nhi jan paye hai..
Kyuki ye har bar hmee chokaya hai.frnds balck hole Apne aas pass ke har chijo ko khaa jataa hai mtlb ki apne jabarjast gravity ke force se usko apni traff kich letaa hai aurr..ye gravity itna majboot hota hai ki iske aage light bhi bach nhi pati vo bhii iske gravity ke forcee se khichi chali jati hai..

Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari

Black hole object ko apni traf kich rha 


3.bhotik vigyan main Event Horizon balck hole ka end ya nii last sima kehte hai agar ap balck hole ke event horizon tak phuch jayenge tab apka ana muskil hi nhi namunkin hai..kyuki Ye balck holes ke Last sima hoti hai...vha se light bhi nhi aa patii.

4.ap janna chayenge ki balck holes se jab koi object chala jaye tab koi nikal hi nhi payega to frnds ek chij hai jo balck holes se bhar aa sakti hai ji ha uska name hai radison hi ek aisa chij hai jo balck holes se bhar aa sakti hai..

5.is universe main kyi balck holes hai bade bhi aur chhote bhi haii.

6.frnds apne socha hai kabhi ki ek balck hole hmre sor mandal  main a jayee to kiyaa hoga ji ha ek 12 km wala balck hole bhi pure sor mandal ko khtam karne ka shakti rkhta hai...par ghabrane ki narurt nhi hai hmare sor mandal main aisa koi balck hole nhi hai balki hmare sor mandal se kafi dur ek balck hole hai jo 26000.light year dur hai


7.dosto aise hi universe main jo star budhe ya yu bole jis star ka pura time ho jata hai vo white drawft star main change ho jata hai aur kyi star marte hai to Vo Balck hole main tabdil ho jate hai..
Dipend karta hai unke radius pe..

8. DoSto manav itihas main ek real image li gyi hai balck hole ka huble telescope ke jariye Aur ye Pure itihas ko choka ke rkh diyaa hai...balck hole ka real image niche dekh sakte hai ap........

Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari
Balck hole ki real image


TO dosto aj hmne balck hole ke bare kuch jane to aasha karta hu apko ye Poat pasand aayi hogi agar POST pasand ayi hogi to share aur mujhe follow kijiye

Thanx to visit my page

Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari Black hole facts in hindi,black hole ke bare main jankari Reviewed by King RAjpuT on March 27, 2020 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.