What is The Big Bang theory Universe
Big bang theory Facts Universe.Universe jiski jitni bat ki jaye kam hi hota hai hmara universe ka ka janm ek big bang se hua tha apko to pata hi hoga lekin ye big bang kaise hua aur hmara universe ka janm kaise hua aaiye dosto aj humlog isi topic ke bare main janenge...
Dosto ap bhale hi universe main ek chhoti si jgh rehte ho jisko hum sor mandal kehte hai aur usi sor mandal ke ander hmari earth aati hai jo aj hum insan log reh rhe hai lakho salo se lekin appne kabhi socha hai ye earth ye sormandal aur ye suraj khaa se aaye hai..
◆Balck hole ke bare main janiye balck hole kyu itne danger hote hai
Aur jo hmara observel universe kha se aya hai . Frnds apko ye bat to pata hogi ki hmara universe expend ho rha hai mtlb ki ye felta hi ja rhaa hai light ki speed se agar hum insan log janm liye hai to sirf isi universe ke janm hone se liye hai agar hmara universe hi naa hotaa to aj hum log bhi na rehte ..
Universe ka janm..
Frnds aj se lagbhag 13 se 14 billion sal pehle hmara universe ka janm hua thaa ek big bang se aur ye big bang jab fata tha tab isne itni energy release ki thi ki aj jitne bhi arbo kharbo tare planet.galaxy. sab usi energy ke release hone se paida hue the
...Aur ye itna bada dhmaka tha ki ap andaza nhi laga sakte ho.kher ye to bat ho gyi universe ki janm ki...
Lekin ye fata kyu aur universe khaa se ayaa apke dimag main yhi swal aa rhaa hogaa koi bat ni apko isi qustion ka jwab abhi mil jayegaa..
The big bang (big bang se universe ka janm kaise hua)
Dosto aj hum big bang theroy main is swal ka jwab hai to chaliye jante hai big bang kaise hua aur isne hmare universe ko kaise janm diya....
Aj se lagbhag 14 se 14.5 billion sal pehle ek chota sa bindu tha lekin us chote se bindu main mass aur density ki bat ki jaye to Kam hi hai kyuki us chhote se bindu main mass, aur density itni had tak thi ki ap kalpna nhi kar sakte ho...Is big bang ke bare main professor Mashur scientist Stewn Halking ne bataya tha ki Big bang se pehle time bhi nhi thaa mtlb ki us time
time ka koi value tha nhi time hi nhi tha jo hum insan time se ji rhe hai..
Time aur Universe ka har vo chij jo aj hai aur hmne dundhi hai vo sab big bang ke jariye aya tha big bang Ko hum mha visfot bhi keh sakte hai...
Ab swal ataa hai ki ye bindu khaa se aya jo unvierse ko janm diyaa to dosto iska answer science main hai nhi kyuki ye bindu kha se aaya aur kaise aaya iske bare main aj tak hme kuch nhi pata
Ha astronomers itna jante hai ki har vo chij jo aaj hai yee bhi ek janm se hi aata hai aur in sab ka mrityu bhi hota hai..
◆Milkyway galaxy ke kuch facts janiye
To astronomers khete hai ye big bang ke jariye hi universe ka janm hua thaa yee big bang kaise hua .darshal us chhote bindu main jyada energy badne ki wajh se ye fataa thaa aur fat te hi isne itni energy ko chhoda ki vo sab energy ke ander galaxy. planet.Star janm liye..
Aur iss mha dhamaka ka energy itna nikla ki Ye aj tak energy felti hi jaa rhi hai..iska mtlb ap jan sakte ho ki us chhote se bindu se kitna bada dhamka huaa thaa.ki ye aj tak felti ja rhi hai...
Dosto apko ye to pata chal gya hi hoga ka universe ka janm kaise hua ..ek big bang se hua jo us chhote se bindu ke fatne se sab janm liye ...ye fata kyu..aaiye example ke jariye smjhte hai..
Agar ap ek gubare main hwa bharte ho to felta hai agar ap us gubare main had se jyada hwa bhar doge jo uske level main hai hi ni to saf si bat hai ki vo fatega hi vaise hi bat hmare us chhote se bindu ki jo Over energy ke karan vo faata thaa.kyuki uski density aur uska hitt itna ho gyaa tha ki vo apne ap ko smbhal nhi payaa aur ek big bang hua jo Us big bang se energy bhar nikli usi energy ke ander se universe ka janm huaa...
Big bang Theroy Facts....
1.big bang se pehle kiya tha kisi ko ye bat pata nhi kyi log ye bolte hai ki Big bang se pehlee bhgwan god the To fir dusra swal a jataa hai ki bhagwan kha se aaye thee..
2.dosto hum ab to ye bhi jante hai ki agar big bang na huaa hota to shayad aj hum log hote nhii ajr na hi ye time hota ..
Note:- ismain jo pic use hui hai vo maine offical website se li hai
Dosto aj ke topic main itna hi aj maine apko bataya ki universe ka janm ek big bang se hua aur ye big bang kiya tha aur ye kaise janm diya universe ko...iske bare main bataya apko..asha karta hu ki apko ye post pasand ayi hogi
Thanx to visit my page

Big bang se release hua universe |

Chhote se bindu se Universe ka janm |

Reviewed by King RAjpuT
on
March 28, 2020
Rating:
No comments: