The Milkyways galaxy images, The Milkyways information. hindi
The Milkyways galaxy images..Dosto pehle hum Milkyways galaxy ke uper kuch bat kar lete hai phir images ki bat karenge aj hum bat karte hai Milkyways galaxy ke uper dosto ki jaisa hum jante hai ki Milkyways galaxy hmare sor mandal sahit sabhi tare iske ander aate hai....
Milkyways galaxy ke ander arbo kharbo star aur planet mojud hai.. is galaxy ke ander Hmara Sun.earth.aur jupitor jaisa pura sor mandal hi iske ander aata hai..
Corona virus kiya hai aur uske symtoms hindi main padiye jarur
Milkyways galaxy profile
Milkyways galaxy ka janm Aj se 14.3 billion sal pehle hua tha aur Ye galaxy bhi apne dhuri pe other galaxy ka chkar lagati hai aur 1920 main hmare astronomers ka Ye manana tha ki hmare universe main bas milkyway galaxy hi mojud hai par aisa galt hua 1924 main mahan khagoliya scientist advin habal ji
ne resurch se bataya tha ki aise hi arbo kharbo galaxies main se ek galaxies hmara Milkyway galaxy hai...aur is galaxy main bhut jyada tare paye jate hai...
Images of Milkyways Galaxy
Milkyways galaxy |
Andromeda galaxy and milky way |
Facts of Milkyways galaxy
1.1920 san main hmare astronomers ko lagta tha ki ye jo galaxy hai sirf yhi ek galaxy hai aur baki hai nhi..lekin edvin Hubble ne resurch ke bad yh bataya ki hmari galaxy ke jaise hi bhut sare galaxy universe main uplvad hai..aur hmari galaxy arbo khrbo main se ek hai.....
2.. aur ek bat hum insan log dharti se asman main star njar aate hai vo sabhi Milkyways galaxy ke 0.00000005% ka hisa hi hota hai kyuki ye galaxy bhut hi badaa hota hai jo hum sirf iska bhut hi chhota hisa ko dekh pate hai....
3.Milkyways apni dhuri pe 168 miles per hour ke speed se ghumta hai
Mtlb ap 1 hour main 168 miles tak ek jgh se dusre jgh pe chale jate ho aaur apko pataa bhi na chal pataa hai..
4.milky way galaxy ka janm bhi 13.4 billion years pehle hua tha ...
5.milky ways galaxy ka hmara Sun apni janm se lekar ab tak vo sirf 20 chakar hi laga paya hai Milkyways galaxy ka mtlb ki Sun (sun) hmara ab tak 10 billion sal main usne Milkyways galaxy ka 20 chakar hi laga payaa hai..
6.. aisa hi astronomers ne ab tak kafi galaxy's ki khoj kar chuke hai jismain ek hmara padosi galaxy Andromeda galaxy bhi shamil hai.....jo hmare Milkyways galaxy se akar main bada hai..
7..astronomers kehte hai ki Andromeda galaxy hmare Milkyways galaxy ke pass aa rha hai..mtlb ki Andromeda galaxy kuch billion salo main ye Milkyways galaxy se takra jayega ....aur Andromeda galaxy apne ander Milkyways ko le legaa...
The Milkyways galaxy images, The Milkyways information.
Reviewed by King RAjpuT
on
March 25, 2020
Rating:
No comments: