Facebook

test

Alpha Centauri Wiki.Alpha Centauri hindi

Alpha Centauri Wiki  in hindi
Alpha Centauri meaning in hindi.Alpha Centauri Hindi main jankari


Alpha Centauri Wiki , alpha centauri star,
alpha centauri distance, 

Dosto aj hum alpha Centauri ke bare main janenge akhir alpha Centauri hai kiya...

Dosto alpha Centauri ek star hai jo hmare Sun (suraj) star ki trah hota hai
Alpha Centauri ek star system hai.aur ye hmare Sun (suraj) 4.37 light year dur hai
Aur is aplha Centauri ke ander 3 star aate hai jo ki is parkar hai..
1.Alpha Centauri A
2.Alpha Centauri B
3.Proxima Centauri


Alpha Centauri meaning in hindi.Alpha Centauri A star


Ye tino satar Apas main ek frnd hai jaise ki isko hindi main mitar tara bhi kehte hai
Ye tino star frnd A.B.c Main bata hua hai.

The Sun (Suraj) ke bare main jankari Hindi yeh bhi padiye

Dosto
 Alpha Centauri A, aur Alpha Centauri B

Ye dono ek binary system bnate hai  isi binary system ka name alpha century A.b Rakha hua hai. Isko hum dusre sabdo main Rigil Kentaurus Ke name se bhi jane jate hai. Aur dosto btata hu binary system usko hi kha jata hai jo tare aaps main ek dusre ke ird gird ghumte hai usi ko binary system kehte hai..
Aisa hi binary system Hmare Aplha Centauri A aur alpha Centauri b dono apas main ek dusre ke ird gird ghumte hai jo ki binary system bnate hai..

To frnds log chalte hai aage aur jara in tino star ke bare main details se jante hai....So frnds lets go....


Dosto hmare list main pehle number pe Alpha Centauri A aata hai iske bare main bat karte hai...

Alpha CentauriA Star.Detail

Dosto alpha Centauri A ek Star hai aur ye alpha century B ke sath ird gird ghumte hai. Aur ye chhkar pura 22 din main pura kar leti hai jo ki hmara Sun 25 dino main apne dhuri par ghumta hai ..alpha century A hmare Sun (Suraj) Se bada hai 1.23 Guna jyada bada hai..

Aur hmare Sun se chamk se bhi 1.52 guna jyada hai ye star apne binary system main sabse jyada chamkne wala star hai..is star ke mass ke bare main bat kare to ye Sun ke mass se 10% jayada hai aur ye Sun se lagbhag 4.37 light year dur hai

Alpha Centauri meaning in hindi.Alpha Centauri A star


Itni dur hone ki ke bjaye bhi ye star ko hum apne nangi akkho se ya chhoti Durbin se bhi dekh sakte hai..is se saf pata chalta hai ki ye star kitna chamkdar hai.. aur kitna bada hai dosto apko pata hai 4.37 light year kitna hota hai.. aaiye batata hu simple main bole to 40 lakh karod kilomiter hota hai aur ye white colour ka dikhta hai....

Alpha Centauri B Star ..........Details

Dosto jaisa ki apne abhi pada uper alpha  Centauri A ke bare main Ye Star bhi usi ke sath milkar binary system bnate hai aur ye star apne dhuri pe 41 days ka time leta hai mtlb ki 41 dino main ye ek chhkar pura karta hai.... ye star hmare Sun (Suraj) se bhi chhota hai  ye hmare Sun ka 0.91 guna vyas main jyada hai..
Aur 0.87 guna aur lagbag chmmak main bhi aadha hai .... Sun ke

Aur ek bat ye binary star ke sare group mtlb ki Alpha Centauri A aur Alpha Centauri b, Proxima Centauri inki age (Umar) Hmare Sun se jayda hai in sab star ke umar lagbhag 485 karod sal hai aur hmari suraj se 25 karod sal jayada hai..

Proxima Centauri Star ........ Details

Dosto ki jaisa maine uper dono star ke bare main batya par ye star Proxima Centauri In sab se aalg hai par ye star bhi binary system main hi aata hai par ye thhoda alag star hai...
Is Star ko 1915 main khoj ki gyi thi is star ko Alpha century C ke name se bhi jana jata hai. Aur ye Star Sun ke sabse najdeek tara hai ye Sun ke 4.25 light year dur hai (Aur Alpha century A aur B Star 4.37 Light year dur hai)

Ye star red colour ka hai aur sabse chhota bhi hai..lekin iska density ki bat ki jaye to ye Sun se 40 guna jyada hai bhale hi ye star Sun ke dayamiter se bhut hi chhota ho lekin density ke mamle main ye Sun se 40 guna jyada hai...
Is star ka dayamiter 2 lakh kilomiter hai bas aur hmare Sun ka dayamiter 13 lakh 91 hjar hai..

Alpha Centauri meaning in hindi.Alpha Centauri A star
Proxima Centauri ke Planet se Dikhayi gyi Stars Alpha Centauri A and B 


Aur hmare astronomers ek resurch main is Proxima  ke ghum rhe ek planet ki khoj ki ye bat 24 August 2016 ki hai jab is planet ki khoj ki gyi astronomers ko lagta hai ki is planet main jindgi ho sakti hai kyuki ye greh apne star yani Proxima  Centauri ke habittable zone main aata hai iska mtlb kiii yhii kii is planet ka atmosphare Shi hoga

Par har planet habittable zone main aane se yhi nhi hota ki vha jivan hoga par is bat ka aandaza lag jata hai ki vha ka pani (water) tral liquid form main hoga aur vha ka mosam bhi sahi hoga matlb ki na jayada garm aur na jayada thhanda

 Lekin Ye bhi bat hai ki ye planet apne star se bhut hi kareeb hai Iska bhi dar bna rah sakta hai ki khi ye najdeek ki vjah se titlyy lockk naa ho Kher ye batt ki bat hai parr hmare astronomers is par resurch kar rhe hai.....Aagar hum log man lete hai ki is planet pe jivann hogaa sabse badi dikat yhii ayega Ye Star hmshe bhut jyada dur hai Vhaa jane main hi hmko karodo sal lag jayenge...lekin future main light ki speed se kuch ban jaye tabhi posible hai lekin firr bhi Light ke speed see bhii hmari puri jindngi gujar jayegi ...us planet takk jane main...

Alpha Centauri Wiki.Alpha Centauri hindi Alpha Centauri Wiki.Alpha Centauri hindi Reviewed by King RAjpuT on March 22, 2020 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.